Hum haste hai to who samajta hai ,
Inha aadat hai muskurane ki,
Lakin vo nadan kya samja,
Ya bhi ek aada hai gam chupanaki.
Royegi aakha muskurana ka baad,
Aayagi raat din dhal na ka baad,
O janawala jara mudke dakh ,
Shayad yeh zindagi na rahe ,
Tera jana k baad.
Dostne dosti ka liya ,
Dost ko bhula diya ,
Kya hua jo kisi aur ka vasta ,
Aap na hama bhula diya,
Ham to waisa bhi akala tha,
Kya hua jo aapne aakar ,
Ehsaas dila diya..
Kitna pyaar karta hai ham aapse,
Kash aapko bhi ye malum ho jaaye,
Magar aaisa na ho ,
Aap hosh mai tab aaye ,
Jab ham gehari neend mai so jaye..
Kisna kaha juddai hogi ,
Kisi gair nai ya khabar falai hogi,
Bada shaan sa rahanga aapke dil mai ,
Itna dino mai kuch to jagah banayi hogi…
Sapano ki tarah aakar chala gaya ,
Aapno ko bhulakar chala gaya .
Kis bhul ki saja di aapne ,
Pehla hasaya fir rulakar chal diya.
Fareb thi hasi .
Aashiqi samaj baithi,
Moat ko hi aapni zindagi samaj baithe,
Waqt ka majak tha ,
Ya baad nasibi hamari ,
Unki do baato ko ,
Mai chahhat samaj baithe..