Lets compete in shayaris

Akash_arny said:
Next:
Bekhudhi ki zindagi hum jiya nahi karte
jam dusron se chen kar hum piya nahi karte
Mil jaye khushi, to khush kismat samajhna
warna udhar ki zindagi, hum jiya nahi karte....
 
gaurav200x said:
The next two line...

Dekha usko to hosh udd gaye...
Itni woh woh haseen, itni naazneen ki hum fida ho gaye....
Dekha usko to hosh udd gaye...
Itni woh haseen, itni naazneen ki hum fida ho gaye....
usne humain ghayal kiya apni qaatil nazroon se......
hum to insaan the maamuli se yaroon...
pur usne humme chua aur hum khuda ho gaye


NEXT:-
woh aayi bhi aur chaali bhi gaayi
hum yunhi usse dekhte rahe...........
 
Akash_arny said:

woh aayi bhi aur chaali bhi gaayi
hum yunhi usse dekhte rahe...........

Kya surat thi ki aisa diwana kar gayi....
ki hum uske intezar mein khade ke khade reh gaye...


Next one:
Apki aakhon ki jhalak, apki woh kashish
baar baar mere dil pe dastak deti hai, karti hai ek guzarish..
 
Apki aakhon ki jhalak, apki woh kashish
baar baar mere dil pe dastak deti hai, karti hai ek guzarish..
ki kaash hum tanha na hote
kaash hum duniya se yun ruswa na hote
 
shilpika said:
Apki aakhon ki jhalak, apki woh kashish
baar baar mere dil pe dastak deti hai, karti hai ek guzarish..
ki kaash hum tanha na hote
kaash hum duniya se yun ruswa na hote
very good keep it up........................................................
 
Back
Top