Pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai
Naye parindo ko udne mein waqt to lagta hai
Jism kee baat nahin thi unke dil taq jaana tha
Lambi doori tay karne mein waqt to lagta hai
Gaanth agar pad jaaye to phir rishte ho ya dori
Laakh karen koshish khulne mein...